Friday, May 16, 2014

Ankahan Pyaar

Tumhe paane ki chaah mein hum dewaana bane firtee thee... 

kya patta thaa...

Kya patta thaa ki kambakhat tum chup chup ke humare naam ki aah! bhartein thee!

Agar patta hotaa toh 

Shayad hum mayusion ka charg na jalatein...

Aur humari tanhiyon ki tang galiya 

Itnee Roshan naa hotii


Hum bhee kambakhat thoda Muskurakar jee lete!